Bab-ul-Elm
  • Home
  • Masoomin (a.s)
    • Moula Mohammad (s.a.w)>
      • Pictures/Ziaraat
      • Life History
      • Ahadees ( Sayings)
      • Poetry (Urdu)
    • Bibi Syeda Fatima (s.a)>
      • Pictures/Ziaraat
      • Life History
      • Ahadees ( Sayings)
      • Poetry (Urdu)
    • Moula Ali (a.s)>
      • Pictures/Ziaraat
      • Life History
      • Ahadees ( Sayings)
      • Poetry (Urdu)
    • Moula imam Hassan (a.s)>
      • Pictures/Ziaraat
      • Life History
      • Ahadees ( Sayings)
      • Poetry (Urdu)
    • Moula imam Hussain (a.s)>
      • Pictures/Ziaraat
      • Life History
      • Ahadees ( Sayings)
      • Poetry (Urdu)
    • Moula imam Zain ul Aabiden (a.s)>
      • Pictures/Ziaraat
      • Life History
      • Ahadees ( Sayings)
      • Poetry (Urdu)
    • Moula imam Baqir (a.s)>
      • Pictures/Ziaraat
      • Life History
      • Ahadees ( Sayings)
      • Poetry (Urdu)
    • Moula imam Jaffar Sadiq (a.s)>
      • Pictures/Ziaraat
      • Life History
      • Ahadees ( Sayings)
      • Poetry (Urdu)
    • Moula imam Moosa Kazim (a.s)>
      • Pictures/Ziaraat
      • Life History>
        • imam Moosa Kazim (a.s)
        • (امام موسي کاظم(ع
      • Ahadees ( Sayings)
      • Poetry (Urdu)
    • Moula imam Ali Raza (a.s)>
      • Pictures/Ziaraat
      • Life History
      • Ahadees ( Sayings)
      • Poetry (Urdu)
    • Moula imam Mohammad Taqi (a.s)>
      • Pictures/Ziaraat
      • Life History
      • Ahadees ( Sayings)
      • Poetry (Urdu)
    • Moula imam Ali Naqi (a.s)>
      • Pictures/Ziaraat
      • Life History
      • Ahadees ( Sayings)
      • Poetry (Urdu)
    • Moula imam Hassan Askari (a.s)>
      • Pictures/Ziaraat
      • Life History
      • Ahadees ( Sayings)
      • Poetry (Urdu)
    • Moula imam Mohammad Mahdi (a.s)>
      • Pictures/Ziaraat
      • Life History
      • Ahadees ( Sayings)
      • Poetry (Urdu)
  • Islamic Books
    • Holy Quraan
    • Shia Books>
      • Nahj ul Balagah
      • Asool e Kafi
      • Nahj ul israr
      • Hayat al-Quloob
      • Ek so Pachas jaali Ashab
    • Sunni Books>
      • Sahi Bukhari
      • Sahi Muslim
      • Sunan e Nisaie
      • Jamia Tirmizi
      • Al-Farooq
  • Holy Women
    • Hazrat Fatima Bint e Mohammad (s.a.w)
    • Hazrat Khateeja (a.s)
    • Hazrat Masooma e Qum (a.s)
    • Hazrat Maryam (a.s)
    • Hazrat Aasia (a.s)
    • Hazrat Zanib Bint e Ali (a.s)
    • Hazrat Ummul Banin (a.s)
    • Hazrat Narjis Khatoon (a.s)
    • Hazrat Sakeena Bint e Hussain (a.s)
    • Hazrat Umm e Kalsoom (a.s)
  • Pak Ashaab
    • Hazrat Salman Farsi (a.s)
    • Hazrat AbuZar Ghaffari (a.s)
    • Hazrat Miqdad (a.s)
    • Hazrat Meesam e Tammar (a.s)
    • Hazrat Mukhtar e Saqafi (a.s)
    • Hazrat Hurr (a.s)
    • Hazrat Jabir bin Abdullah al-Ansari (a.s)
    • Ashab e Kahf
  • Islamic Poetry
  • Baitullah
  • Names of Allah
  • Khandan e Sadaat
    • Hazrat Ghazi Abbas a.s
    • Hazrat Ali Akbar a.s
    • Hazrat Ali Asghar a.s
    • Hazrat Muslim Bin Aqeel (a.s)
  • Karbala
    • Waqia e Karbala
    • Sham e Ghareeban
    • Shudah e Karbala
    • Safar e Sham
    • Darbar e Yazid (l.a)
    • Khutba e Bibi Zanib (s.a)
    • Zindaan e Sham
  • Contact us.
  • Discussion Forum


Khoob Naam-e- Muhammad s.a.w hai Dosto,

Jis me Nuqta bhi Rab ko Gawara nahee,
Khud Khuda ne Nabi s.a.w ko ye farma diya,
Jo tumhara nahee wo hamara nahee,



Main Ne Us Zaat Pe Likhnay ki Jisarat ki Hai, 
Js k Daman Pe Frishton Ne Ibadat ki Hai.
 Kis ki jurrat mere AQA k Brabar Aaye, 
Mere AQA Ne to Nabiyon ki Imamat ki Hai. 
Zakham kha kar Bhi jo Pholon ki Ridayen Bakhshay, 
Mere AQA Ne Tu kanton Se Muhabat ki Hai



Main Faqat khak hon, Magr Naam-e-Mohammad s.a.w say hai nisbat meri.
Ek Yehi Rishta hai jo meri Ouqaat badal daita hai.



Ghuroor Toot Gaya Koi Martaba Na Mila,

Sitam K Baad Bhi Kuch Hasil-e-Jafa Na Mila
Sir-e-Hussain a.s Mila Hy Yazeed Ko Lekin
Shikast Ye Hy K Phir Bhi Jhuka Hua Na Mila



us Hussain ibn-e-Hadir pe lakhoon salam,
ker liya nosh jis ne shahadat ka jaam....
jis ko dhokhay se kofay bulaya gaya,
jis kay bachoon ko payasaa rulayaa gaya,
kanjer zulm jis per chalayaa gaya,
us ki kamil shahadat pe lakhoon salam

Faraz_e_daar sy MEESUM yeh beyaan dety hain.
Rahay Ga Naam_E_ALI(A.S) hum zubaan dety hain




SHOUKAT WAHA MAKLOKAY KHUDA RAD NAHI HOTI
NADAR KI SAHIL KI SADA,RUD NAHI HOTI
AHZAZ HY DURBARAY HUSAIN IBNE ALI <a's> KA
SHABIR(A.S) K ROZAY PAY DUA RUD NAHI HOTI




~Kya Bataon Muqam ZAINAB(s.a) ka.
Ism-e-Azam Hay Nam ZAINAB(s.a) Ka.
Main Kia Khud Qaseeda Parhtay Hain.
Merey 12 IMAM(a.s) ZAINAB(s.a) Ka.




Hai Hukm-e-Kibriya ki Itaa'at Namaz mein,
Wajib hai Bandagi ki Riwayat Namaz mein
Sajday mein hain Rasool (s.a.w.w),to hain Pusht per Hussain (a.s),
Donon ki ho rahi hai Ibaadat Namaz mein




 kis ne insan ko kamalat se hairan kiya 
 kis k kirdar ne Kafir ko Musalman kiya 
 kis ki tafseer ne Quran ko Quran kiya 
 kis ki Talwaar ne Islam pe Ehsan kiya 
Bashar-o-Jin-o-Malak jis ko Wali kehty hain
 Hum usi Raaz-e-ilahi ko ''ALI''a.s kehty hain..!!



Sab Kitabain Hain Raya Badshah QURAN Hai.
Ek Hidayat Ka Mukamal Silsila QURAN Hai.
Hai Azal Say Abad Tak QURAN Ke Waris Wohi.
Jin Ke Ghar Ka Bacha Bacha Bolta QURAN Hai.



"Bagher naam-e-Ali a.s  jo azaan deta hai,
Khuda kay ghar wo adhoora bayan deta hai;
Ali  a.s kay haq ko chhupao ge kis tarah logon?
Ali  a.s kay haq ki gawahi Qur'an deta hai."




BaB-Ul-Hawaij Is Liye Mola ka Ha Laqab,
Darbar Ye Boht Bary Hajat Rawa Ka Ha,
Mushkil Ki Kya Majal Asan Ho Na Jae,
ABBAS (A.S) Nam Dosray Mushkil Kusha Ka Ha,





JAb Munafiq Shariyat Ko Mittanay Aaye
Waris Islaam k Islam Bachanay Aaye
Hum Ny Tareekh Mai Dekha Hai Dar e Zehra a.s Ko
Jab Bhi Aaye Hain Musalman Jalanay Aaye




Kabbah Ali(a.s) k faiz se gulzaar ho gaya.
but khanay se jo badla bawaqar ho gaya...
Kabba Ali(a.s) ka shukir manay k wastay...
kala libass pahn k azadar ho gaya... 


Apnay Dukhoon mein aya jo SHAHBIR(A.S) ka khayal
Shikwa tarap ke shukar mein tabdeel hogaya
Har ghum mein KARBALA ne sahara diya humay
Har ghum GHUM e HUSAIN(A.S) mein tehleel ho gaya



Hai Ab b koi Yazeed to takra k dekh ly.
Abbas (as) ka Alam hay Qalandar k Hath men.



Maidan-E-jung may jab zaroot paree,
ALI as HAIDER-E-KARRAR ban gaye,
NABI Saw nay jab pukara,
ALI as  MAZHAR-UL-AJAYAB ban gaye,
Zamane nay jab Sitam kiye,
ALI as  sabar ka paykaar ban gaye,
Jab Zamane par mushkil paree to,
ALI as  MUSHKIL KUSHA ban gaye...





Olaad-e-Zahra s.a ki Shaan kitni hai Mohsin,

K Qayamat rukki hue hai aik Farzand k leyi...




Dakhal kuch es main na taqdeer na tadbeer ka hai,

Dabdaba asal main yeh Abid-e-Dilgeer a.s ka hai.
Bas esi khof say zalim nay pehnaie zanjeer.
Laakh Beemar sahi , khoon to Shabir a.s ka hai..




Jahan jahan uthy nazar Hussain a.s he Hussain a.s hai,
Shajr Shajr Samar samar, Hussain a.s he Hussain a.s hai.
Zameen say asman talak , nazr gai jahan jahanDua dua , 
asar asar, Hussain a.s he Hussain a.s hai.
Nabi s.a.w ki Pusht-e-Pak ho ya karbala ki khaak ho,
Ghuroor-e-sjda jis ka sar, Hussain a.s he Hussain a.s hai.
Jo Zer-e-Tegh La illah kaha to bol Utha Khuda,
Haan jis py Mujh ko fakr hai , Hussain a.s he Hussain a.s hai.
Kata k sar , Luta k ghar , kare ho sajda khak par,
Zameen py aisa Moatbar, Hussain a.s he Hussain a.s hai..




Ishq-e-Abu Turab a.s Qaza kar rahy hain log.
Kis baat ki nimaz Adda kr rhy hain log?
Jannat k Warison se adawat k bawajood.
Jannat main Daakhly ki dua kr rahy hain log..


Teray dil main kasi girah pari,
tujay us say itna Hasad hai kiun ???
Jo Nabi (S.A.W.W) ki aankh ka Noor hai,
Jo Ali (AS) ki rooh ka chain hai,
Kabhi dekh apnay khameer main,
Kabhi pooch apnay zameer say,
Wo jo mit gia wo yazeed tha,
Jo na mit ska wo HUSSAIN (AS) hai...



Baqi na Takht-o- Taaj na Darbaar reh gaya,
Haan reh gaya Hussain (a.s) ka inkaar reh gaya...



Kab bashar Waqif-e-Asrar jali banta hai.
Murday Thokar say jagaey to Wali bnata hai.
Koi insan Shab-e-Hijrat Bary aram k sath,
Bistar-e-marg py soay to Ali a.s banta hai.


Buland kasay na karti Yazeediat us ko,
Wo sar jo Naizay pr b Tana huwa tha.


Bata raha hy ghr pe "ALAM" ka Lehrana''''.
Makeen koi b ho pr ye makan HUSSAIN ka hy''''


Ajeeb Shaan Say Dushmaan Per War Kartay Hain
Yeh Aaik War Main Do Do Ke Char Kartay Hain
Moula(a.s) Ajaab Hai ishq Ki Duniya Kay Tere MatamDaar
Lahoo Bahataay Hain Chureeyo Say Pyar Kartay Hain




Jb deen-e-Muhammad (S.A.W.W) huwa amdaad ka talib,
Taqdeer ko zahra (SA) ka bhara ghar nazar aya.



Malangon ki Zubano pe kabi Tala nahi hota.

Jahan Noor-e- Wilayat ho wo Dil Kaala nahi hota.
Qalandar Ne Diya hai Dars Ye Saray Zamane ko.
Jo Darr Jaye Zamane se Wo Ali a.s Wala nahi hota.



Riazaton ko Jis ki Khuda ne Namaz Banadiya
Yun Us par apni Barkaton ka Aghaz Kardiya
Zikr tha Jis ka Har dam ALI, ALI, ALI, ALI a.s.
ALI ne Us Ko ek Raat mai SHAHBAZ kar diya


Yeh zaruri to Nhi K AAG sy jal jaye Insaan,
Bughz-e-Haider a.s bhi seeno ko Jala deta hy..!



Esa To Koi Sher Kahun Me Hyat Me
Jo Likh sakun Apni Beyaz-E-Nijat Me
Yeh Kis Ne Keh Dia K Me Tanha Lehad me Hun
Khushbu gham-E-Hussain Ki Laya HUn Saat Me



Sajde Me Mehwe Raz Thy Jab Be'Niaz se

Bethe Hussain Pushte Muhammad Pe Naz Se
Sajde Ko Tool Deke Ye Batla Gae Rasool
Logo Mere Hussain Hy Afzal Namaz Se


Mola ka malangaan ki taqdeer hay Jannat!!!!
Or un k malango ki bhi jageer hay Jannat!!!!
Jannat jissay chaye maangay Dua wo!!!!
Apne liey to Majlis-e-Shabeer(as) hay jannat!!!!


Chhor Doon Gar Nara-e-Haider Tou Kiska Naam Loon..?
Waqt Ka Marhab Uthaya Sar Tou Kiska Naam Loon..?
Jab Likhoon Talwar K Johar Tou Kiska Naam Loon..?
Samne Ho Dare Khaiber Tou Kiska Naam Loon..?
EK Muhammad EK Ali Ek Fatima DO Un Ke Laal
Koi Nahi Jab Inse Behtar Tou Mein Kiska Naam Loon..?
Powered by Create your own unique website with customizable templates.